Me bhula nahi hun mujhe yaad hai
ki birthday tumhara aaj hai 🌍
Wishes ki tumhare pass bhid hogi to socha
hat ke kuch kahun to shayad dhyan pade 💫
Story aur status lagana me jaruri nahi samajhta
Me samajhta hun bas
asal me ye din tumhe khas lage ✨
Ye chehra chamak jo aaj ke din hogi na
yahi glow pure saal rehna chahiye 💖
Tumhari is duniya me aane ki khushi bahot zyada hai 🎉
To ek din ki treat se kya hoga 😄
Dua hai meri tumhe har din celebration sa feel ho 🥳
Aur akhir me bas shabd hi bache
aur unhi shabdon ko jod kar kahun